Sunday 1 November 2015

BHARAT DESH KI PRATHAYE AUR UNKA EK KURUP SACH ...

Namestay...
ek kahani aur bhi jo sb kahani se thode milti h bs fark yehe h ki log hamesha ki tarah isey padhegye aur ye baat sirf majak ban kr reh jayegi .
aaj hamare desh mai na jaane kitne aisa hazaro tadaad mai alma kabutri h jo apne azadi ki bheekh maag rahe h . bs ek aise aas pr bhithe h jo har roz uneh bechain kr rahe h h vo bechaine ek azzadi h jo har ek ladki mai dikhay dete h unke hasi unke rone mai , unke baato mai ..unke aankho mai .. na jane kitney saal gujar gaye  pr aaj bhi azaadi sirf kitabo aur kisi function hall mai he dikhaye dete h .
aaj ka samja aaj ka purush pradhaan apne aapko ko kahin nhi jhukana chahta,
devdaasi pratha ke baare mai aap jaan he chuke hogye . ek aise pratha jiska ab tak mai koi ant nhi h
pr fir bhi huley aam ye devdaasi aaj bhi h jisey band karney ki izzazat nhi de gaye h . telangana iska best example h . jaha 80,000 ladki devdaasi ban chuke h .
kya zamana aa gaya h log ladkiyo ki izzat pr laachan lagane se nhi chuktey h .. jabki in sb ka zimmedar pura desh h jo is tarah ki pratha bana ta bhi h aur apna naam bhi kamata bhi  h .
aaj ladkiyo sirf logo ke liyea matra khilona ban chuke h jisey jb man aaya tb apne iccha pure kr le kbhi bagwan ke naam pr ,kbhi pati ke naam pr , kbhi pratha ke naam par ,bs har jagah ladkiyo ka shoshan he karna janta h .
unke majboriya unke izaat ko taar taar kr dena wala ye purush prathan isi bharat ka nivasi h jisey bs hamesha se izzat he pyari rahe h isney kbhi jhukna nhi seekh bs arto ko dabana he seekha h .
shayed aaj yehe karan h ki ladkiya sirf naam ke liyea azaad ho gaye lakin asal zindgi mai azzadi ke naam pr unka shoshan ho raha h .
accha kartey h vo maa-baap jo paid hone se pehley ladkiyo ko maar dete h kam se kam uneh pratha ke naam pr bhet ka chadawa nhi baana padta . ye samaaj bs apne he hoosolo ko samjhta h .
na jane kitne kahani likhe gaye kitney upanyaas , na jane kitne research chal rahe h lakin kisi mai aurto ki azaadi ka zikar pure tarh nhi milta . bs har jagah jaha azadi shabad aa jata h vahe naye prataha ki suruaat ho jate h jisey rokney ki vajah bs un pr baatein hoti h majak banata h . sharm aati h ki mai aise he desh ki ek aldki hu .
pata nhi vo din kb aayega jb aurtey apne hak ke liyea ladegi apne taakat pehchanegi .





ab ye sb bhi kisi na kisi pratha ke example h kahin sati prataha , to kahin baal vivaah , kahin devdaasi to kahin aurto ki izzat ko taad taad karna . sharm aana chaheyea aap sb ko jo sirf aise cheezo ko ham sirf dekhtey h majak bana saktey h ham ye kyo nhi sochtey ki ye sb bhi hamre apney h . kya yehe izzat h aurto ki ? kya uneh jeeney ka koi hak nhi ? kya uneh khuley hawa mai saas lene ka bhi hak nhi ??? aur kb ta haan ? aap he bataeyea ? kb tak ?
ladkiya ab kin kin se bach ke bagyegi apne banaye in samaaj ke logo se ya khud se ? iska faisal ab aap ko he karna padega ???....





No comments:

Post a Comment